Sunday

गुरुदेव की चेतावनी :-

जब तक तू अपने कल्याण के लिए स्वयं सोचेगा,समझेगा,मानेगा और उसके माफिक चलेगा नहीं,तब तक साक्षात् ब्रम्हा भी जावे तो तेरा कुछ नहीं बन सकता। यह शरीर अपूर्ण है ,इसके भोग अपूर्ण है,यह संसार अपूर्ण है,इस अपूर्ण शरीर और अपूर्ण संसार में पुरंताई को तलाश करना महज मुर्खता है। यह बात तू आज समझ ले दस साल बाद समझ ले या चार जनम बाद समझ लेना आख़िर यह ही समझना पड़ेगा क्यूँ अपने सफर को लंबा करता है।
उठ ! जाग ! और अपने कल्याण के मार्ग पर बढ चल
( सत्पुरुष महात्मा मंगतराम जी )

4 comments:

Unknown said...

The samta samtavad has a simple message: there is One, All-pervading Reality. We are That. The purpose of human life is to understand this Truth through self-purification and self-observation while alive; not after death but here and now. Only then we can take off from levels of negativity (Bikaars) into heights of our True Nature (Joti-Svaroopa or godly status), spontaneity (Sahaj), Perfection, etc.

anil's world said...

some one said wat is a real world...... den maharaj mangatramji replied...... hey manav.... jab tum sadgi, satya , sewa , satsang aur satsimran ko apne jeevan mein apna loge ...... to raasta apne aap dikha jayega..... Is jhoot kapat se sansaar mein bhi tum manavta se chalo ,koi jeev tumhe kuch galat kahe uska bura mat maano tatha apne marg par chalte raho tumara kalyan hoga .....

om bhram satyam....

Unknown said...

Kamini Sharma : om brahm satyam sarvadhar main maharaj ji ke darshan ko tarsati hun kash mera birth us time hua hota k main maharaj ji ke darshan kar pati unka meassage bahut hi simple or clear hai jo premiyon ko samjhana chahiye or maharaj ji ke satsang main bahut shakti hain ye baat main keh sakti hum kyonki main unke satsang main bachpan se jati hum mujhe bairag bani bahut pasand hai and main thanks kehna chahti hun sangat samtavad ko k unhone maharaj ji ka jeevan net pe launch kiya.om brahm satyam sarvadhar

Unknown said...

Mahendra Kulkarni(Nasik, Maharashtra):Hamare ghar me satsang mere Dadaji ke samayse hota raha hai...Mere Dadaji Jeevanse hataash hokar ek sunsaan jagah par baithe hue the tab Maharajjine unhe darshan diya aur updesh kiya. Aur Deenanath Sharmaji jo us waqt militery me subhedar the aur jinke ghar satsang hota rahta tha unke yahan satsang me jane ki agya di...Jab mere dadaji unke ghar gaye tab ek ashcharyajanak ghatna ghati. Maharajji ki wanhan photo lagi hui thi aur satsang chal raha tha. Mere dadaji ko wahan jakar pata chala ki jin mahatma ne unhe darshan aur updesh diya ve kuch saal pahle hi mahanirvan ko prapt hue hai. Iska matlab yah tha ki Maharajji ne unhe marnoparant darshan va updesh diya tha.....Unki karuna apaar hai